Baazigar O Baazigar-HD VIDEO SONG | #ShahrukhKhan & Kajol | Baazigar | 90's Hindi Love Song

Baazigar O Baazigar -HD VIDEO SONG | Shahrukh Khan & Kajol | Baazigar | 90's Hindi Love Song | Singers : Kumar Sanu & Alka Yagnik. #90sSong Song : Baazigar O Baazigar Video Singers : Kumar Sanu & Alka Yagnik Music : Anu Malik Lyrics : Nawab Arzoo Director : Abbas - Mustan Producer : Ganesh Jain Movie : Baazigar Star Cast : Shahrukh Khan, Kajol, Shilpa Shetty, Rakhi, Anant Mahadevan, Johny Lever, Siddharth, Charlee, Raju Shrivastav, Dilip Tahil & others. Banner : United Seven Creations Song Credits: O mera dil tha akela Tune khel aisa khela Teri yaad mein jaagun raat bhar Baazigar o baazigar Tu hai bada jaadugar Baazigar o baazigar Tu hai bada jaadugar O mera dil tha akela Tune khel aisa khela Teri yaad mein jaagun raat bhar Baazigar main baazigar Dilwaalon ka main dilbar Baazigar main baazigar Dilwaalon ka main dilbar O dil leke dil diya hai Sauda pyar ka kiya hai Dil ki baazi jeeta dil haar kar Baazigar o baazigar Tu hai bada jaadugar Chupke se aankhon ke raste Tu mere dil mein samaya Chahat ka jaadu jagake Mujhko dewaana banaya Pehli nazar mein bani hai Tu mere sapno ki rani Yaad rakhegi yeh duniya Apni wafaa ki kahani O mera chain churake Meri neendein udaake Kho na jaana kisi modh par Baazigar main baazigar Dilwaalon ka main dilbar Baazigar o baazigar Tu hai bada jaadugar O dil leke dil diya hai Sauda pyar ka kiya hai Dil ki baazi jeeta dil haar kar Baazigar o baazigar Baazigar main baazigar Dhak dhak dhadakta hai yeh dil Bolo na kya keh raha hai Paas aao bata doon...

0/0


0/0

0/0

0/0

0/0