Devil May Cry HD Collection PC Version USB Generic Controller Fix! [x360ce Emulator] [HINDI]

Аватар автора
Геймеры и Мир ММОРПГ
Dosto, is video mein maine bataya hai ke kaise aap apne purane USB generic controller ko use kar sakte hai Devil May Cry HD Collection PC verison Game mein ek fix se. Is video mein humne use kiya hai x360ce Emulator ka. Ek baar game install kar diya and USB controller fit kar diya PC mein, uske baad niche description mein di hui link pe ja kar emulator download kare x64 bit ka and use run kare. "AUTO" pe click kare and apne controller ko proper tarike se map kare. Agar koi control button barabar nahi hai to use re-map kare and finally, file ko save kare. Ek baar files save ho gai to dono file ko,"x360ce.ini" & "xinput1_3.dll", emulator ke folder se "cut" kare and game ke base folder mein "paste" kare. Paste karne ke baad, final step, "xinput1_3.dll" file ko "xinput9_1_0.dll" mein rename kare. Ab game ko RUN kare and apne USB Controller ka pura maza le is game mein. NOTE: Devil May Cry HD Collection PC Verison game mein KEYBOARD bhi chalta hai lekin, jo maza controller ka hai is...

0/0


0/0

0/0

0/0